Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Adeeb
HomePrem Adeeb
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dekh humen majboor naa kar tujhko kasam dukh door naa kar hum to jeeye bas tere liye tune kuchh aise ranj diye thes lagi dil toot gaya thes lagi dil toot gaya bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa haaye wafaa naakam huyi subah ke badle shaam huyi phool khushi ke khil na sake aankh mili dil mil na sake dekh liya anjaam e wafaa dekh liya anjaam e wafaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dil se mitaa ulfat kaa nishaan tujh se humara pyaar kahaan pyaar ka naata tod yahin geet adhuraa chhod yahin main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa
hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin meri wafaa ke kadam phir bhi dagmagaa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga jo door reh naa sake tere paas aa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake hum unko yaad na karte bedil ka kya kije bedil ka kya kije hazaar bhoolna chaaha magar bhula naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake
kaahe ko bisaara satnaam o baaba toone kahe ko bisaara hari naam o baaba toone kaahe ko bisaara hari naam kaahe ko bisaara satnaam o baaba toone kaahe ko bisaara hari naam jhooth na chhodi toone paap na chhoda toone paap na chhoda daya dharam se kyun mukh moda daya dharam se kyun mukh moda tan bhi vyakul mann bhi vyakul vyakul aatm raam o baaba toone kaahe ko bisaara hari naam kaahe ko bisaara satnaam o baaba toone kaahe ko bisaara hari naam jhutha rishta jhutha naata kaahe birkha janam ganwata kaahe birkha janam ganwata maya jaal ko tod ke pagle chakar shabd pahchaan o baaba toone kaahe ko bisaara hari naam kaahe ko bisaara satnaam o baaba toone kaahe ko bisaara hari naam naam rahega teri deh jalegi satya ki poonji tere saath chalegi parbhu ke bhajan bina aakhir tere parbhu ke bhajan bina aakhir tere koi na aaye kaam o baaba toone kaahe ko bisaara hari naam
kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya jin ko aata nahin hai wafa ka chalan unse lagi hai lagan thes lagati hai jis dam to kahata hai mann ujade na dil ka chaman paas reh kar sada hai wo hamse juda qismat ne ye din bhi dikhla diya ho oooo hoo hoo kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya phir mere dil mein jaaga mohabbat ka ghum ghutne laga mera dam kisne rakha meri zindagi mein qadam aur ye kaha tere hum tu hi ae dil bata kisne de kar sada aankhon ka paimana chhalka diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhoolne Waale Yaad Naa Anokhi Ada (1948) 03:37 12707
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:37   Song Number : 12707   

Hum Apne Dil Ka Fasaana Actress (1948) 03:27 16069
 
Poster of Actress (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:27   Song Number : 16069   

Kaahe Ko Bisaara Satnaam Maha Pooja (1954) 03:47 37481
 
Poster of Maha Pooja (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:47   Song Number : 37481   

Kyun Unhen Dil Diya Anokhi Ada (1948) 03:13 12710
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Surendra, Prem Adeeb, Naseem Bano
Duration : 03:13   Song Number : 12710   
Karaoke Songs of prem adeeb, Sad Songs of prem adeeb, Love Songs of prem adeeb, Dance Songs of prem adeeb, Hip-hop songs of prem adeeb, Best songs of prem adeeb, Super hit songs of prem adeeb, hit songs of prem adeeb, duet songs of prem adeeb, solo songs of prem adeeb, old songs of prem adeeb, famous songs of prem adeeb, Hindi Karaoke Songs of prem adeeb, Hindi Sad Songs of prem adeeb, Hindi Love Songs of prem adeeb, Hindi Dance Songs of prem adeeb, Hindi Hip-hop songs of prem adeeb, best Hindi songs of prem adeeb, super hit Hindi songs of prem adeeb, hit Hindi songs of prem adeeb, duet Hindi songs of prem adeeb, solo Hindi songs of prem adeeb, old Hindi songs of prem adeeb, famous Hindi songs of prem adeeb, Sing Along Songs of prem adeeb, Sing Along Sad Songs of prem adeeb, Sing Along Love Songs of prem adeeb, Sing Along Dance Songs of prem adeeb, Sing Along Hip-hop songs of prem adeeb, Sing Along Best songs of prem adeeb, Sing Along Super hit songs of prem adeeb, Sing Along hit songs of prem adeeb, Sing Along duet songs of prem adeeb, Sing Along solo songs of prem adeeb, Sing Along old songs of prem adeeb, Sing Along famous songs of prem adeeb